Какая она, любовь? Ishq Vishk, 2003 Kaun Hai Woh by
Hey kaun hai woh Kaun hai woh Hey kaun hai woh Heere jaise aankhon wali kaun hai woh Sone jaise balo wali kaun hai woh Chandi jaise galo wali kaun hai woh Dhimi dhimi chalo wali kaun hai woh Kaun hai woh
Laakhon haseen dekhe koi thehra na saamne Aate hi iske dekho sabke chehre utar gaye Yeh bala kaun hai Is ka naam hai kya Rehti ho kahan Karti kaam hai kya Laakhon haseen dekhe koi thehra na saamne Aate hi iske dekho sabke chehre utar gaye Yeh bala kaun hai Is ka naam hai kya Rehti ho kahan Karti kaam hai kya
Laal dupatta uche sandal reshmi kameez Pehle na dekhe thi maine aisi koi cheez Is jawan hoor se baat kar door se Ho jaye na yeh khafa Laakhon haseen dekhe koi thehra na saamne Aate hi iske dekho sabke chehre utar gaye Yeh bala kaun hai Is ka naam hai kya Rehti ho kahan Karti kaam hai kya
Har dhadkan ko meri tamanna Labon ko meri pyaas Sab hai mere ishq mein pagal Sab ko meri talaash Mujh mein hai shokhiyan Mujh mein hai mastiyaan Har dil pe mera nasha Laakhon haseen honge koi mujhsa yaha kahan Kitne jawaan ladke meri chahat pe margaye Yeh umar yeh nazar Husn ki yeh ada Jisne dekha mujhe hogaya woh fida Laakhon haseen dekhe koi thehra na saamne Aate hi iske dekho sabke chehre utar gaye Yeh bala kaun hai Is ka naam hai kya Rehti ho kahan Karti kaam hai kya Heere jaise aankhon wali kaun hai woh Sone jaise balo wali kaun hai woh Chandi jaise galo wali kaun hai woh Dhimi dhimi chalo wali kaun hai woh Kaun hai woh.