Лагаан: Однажды в Индии Lagaan: Once Upon a Time in India, 2001 O Rey Chhori
O re chhori, o ri chhori, maan bhi le baat mori Maine pyaar tujhi se hai kiya, ho Tere bin main jeeya to kya jeeya Oh, tere nainon mein yeh jo kaajal hai Sapnon ka baadal hai Mann tere hi kaaran paagal hai, o goriya Ho oh, oh, oh oh oh
O re chhore, dil se nikle, bol more O re chhore, dil se nikle, bol more Maine pyaar tujhi se hai kiya, ho Maine tujhko hi maana hai piya Oh, tune thaama aaj yeh aanchal hai Mann mein ek halchal hai Main na bhooloongi yeh voh pal hai, saanwariya Oh oh, oh, oh oh oh
My heart, it speaks a thousand words I feel eternal bliss The roses pout their scarlet mouths Like offering a kiss No drop of rain, no glowing flame Has ever been so pure If being in love can feel like this Then i’m in love for sure
More mann mein More mann mein thi jo baat chhupi Aayi hai jabaan par More dil mein kahin ek teer jo tha Aaya hai kamaan par Sun sun le sajan rahe janam janam Hum prem nagar ke baasi Thaame thaame haath, rahe saath saath Kabhi doore ho na jara si Chaloon main sang sang teri raah mein Bas teri chaah mein, ho oh oh oh O re chhore
O ri chhori
Oh, i’m in love, i am in love, yes i’m in love
Mm, koi poochhe Koi poochhe to main boloon kya Ke mujhko hua hai kya More ang ang mein hai sughand Jo tune hai chhoo liya
Tan maheka maheka, rang daheka baheka Mujhe tu gulaab si laage Jo hai yeh nikhaar aur yeh singhaar To kyoon na kaamna jaaga Tera ujla ujla jo roop hai Yovan ki dhoop hai, oh oh oh oh O ri chhori
(Oh, i’m in love)
O re chhore (Oh, i’m in love)
Dil se nikle
(Yes, i’m in love)
Bol more Maine pyaar tujhi se hai kiya, ho Maine tujhko hi maana hai piya Oh, tune thaama aaj yeh aanchal hai Mann mein ek halchal hai Main na bhooloongi yeh voh pal hai