Горе-вымогатели Hera Pheri, 2000 Mujhe Se Milti Hai (Akshay Kumar on screen)
Mujhse milti hai Ek ladki rozana Mujhse milti hai Ek ladki rozana Woh meri deewani Main uska deewana Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho
Mujhse milta hai Ek ladka rozana Mujhse milta hai Ek ladka rozana Main uski deewani Woh mera deewana Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho
Abhi mulakato ki Shuruaat huyi hai Aankhon hi aankhon Mein kuch baat huyi hai Abhi mulakato ki Shuruaat huyi hai Aankhon hi aankhon Mein kuch baat huyi hai Kab tak sharmayegi Kab tak ghabrayegi Ek din khulke Mere saamne aayegi Mujhe bata degi Chaahat ka afsana Mujhse milti hai Ek ladki rozana Mujhse milti hai Ek ladki rozana Woh meri deewani Main uska deewana Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Roj roj woh mujhse Kuch kehne aata hai Jaana kya soch ke Kuch keh nahi paata hai Roj roj woh mujhse Kuch kehne aata hai Jaana kya soch ke Kuch keh nahi paata hai Yeh pyaar ka jadoo Hai uspe chal jaayega Dheere dheere mujhko Har baat batayega Mujhe pata hai phir Bhi banta hai anjaana Mujhse milta hai Ek ladka rozana Mujhse milta hai Ek ladka rozana Main uski deewani Woh mera deewana Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho
Mujhse milti hai Ek ladki rozana Mujhse milta hai Ek ladka rozana Woh meri deewani Woh mera deewana Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho.