Невеста и предрассудки Bride & Prejudice, 2004 Tumse Kahen Ya, Hum Na Kahen ("Take Me to Love")
Tumse kahen ya hum na kahe Bahki hui kyuon hai ye dhakane Hatho me yun to haath hai Lekin dil me jo baat hai Tumse kahen ya hum na kahe Tumse kahen ya hum na kahe
Ye raat chand raat tum jo hote saath Teeno ghumte raat me Tum,chand aur me, in rahoon me Aur chalte chalte hum teeno gate geet koi
Har su ho jaise tum,me to hoon jaise gum Aankhon me ghul gaya ye sapna Chahe dekhun kahi chaho sochun kabhi Yaadoen ke rango se jaise jidagi Tumse kahen ya hum na kahe Dil kehta hai aise hi rahe Mehke lamhat saare lekin jajbat saare Tumse kahen ya hum na kahe Tumse kahen ya hum na kahe
Gunji hai har disha gaa rahi hai ye fiza Sun raha hai jise ye gagan A gayi tum karib jag utha hai naseeb Hoon me anjani na jani kya kehti hai dhadkan Tumse kahen ya hum na kahe Aarzoo kaise is dil me hai Kaise ye aarma hai,do dil kyoun heraain hai Tumse kahen ya hum na kahe.