Неудачное замужество Suhaag, 1994 Main Dekhu Tumhe
Main dekhu tumhe tum na dekho Itni bhi shararat thik nahi Main dekhu tumhe tum na dekho Itni bhi shararat thik nahi Tali do hath se bajti hai Tali do hath se bajti hai Ek tarfa mohabbat thik nahi Main dekhu tumhe tum na dekho Itni bhi shararat thik nahi
Tum chaho mujhe main na chahu Aisi bhi chahat thik nahi Tali do haath se bajti hai Tali do haath se bajti hai Ek tarfa mohabbat thik nahi Tum chaho mujhe main na chahu Aisi bhi chahat thik nahi
Bandh sake jo dil ko mere Tu aisi zanjeer nahi Bandh sake jo dil ko mere Tu aisi zanjeer nahi Chir sake jo sina mera Aisa koi teer nahi Ja o deewani ladki syani Khud pe kayamat thik nahi Tum chaho mujhe main na chahu Aisi bhi chahat thik nahi Tali do haath se bajti hai Tali do haath se bajti hai Ek tarfa mohabbat thik nahi Tum chaho mujhe main na chahu Aisi bhi chahat thik nahi
Chanda bina bekar hai kirne Khusbu nahi to phool hai kya Chanda bina bekar hai kirne Khusbu nahi to phool hai kya Din ke bina hai raat adhuri Sawan nahi to kya ghata Tauba kasam se apne sanam se Itni adawat thik nahi Main dekhu tumhe tum na dekho Itni bhi shararat thik nahi Tali do haath se bajti hai Tali do haath se bajti hai Ek tarfa mohabbat thik nahi Tum chaho mujhe main na chahu Aisi bhi chahat thik nahi Main dekhu tumhe tum na dekho Itni bhi shararat thik nahi Tum chaho mujhe main na chahu Aisi bhi chahat thik nahi.