Господин майор Major Saab, 1998 Pyaar Kiya Toh Nibhana (II)
Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Ek pal bhi jaane jaana Mujhse door nahin jana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Ek pal bhi jaane jaana Mujhse door nahin jana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana
Abh zindagi ka maksad Hai bas tumhara saath Ek baar keh do tum bhi Haathoon mein le ke haath O abh zindagi ka maksad Hai bas tumhara saath Ye kahe diya tumase Haathoon mein le ke haath Hum tum, tum hum ban ke rahein Hum raaz humsafar Shikwa kare na koi Ek duje se umar bhar Pyaar humara ho aisa ke Dekhe ye zamaana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Ek pal bhi jaane jana Mujhse door nahin jana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana
Na main tumhe sataoon Na tum mujhe sataoo Main tumko samajh jaoon Tum mujhko samajh jao Na main tumhe sataoon Na tum mujhe sataoo Main tumko samajh jaoon Tum mujhko samajh jao Chahaat hi pooja ho Man mandir ho jaaneman Ek duje ke bin Ek pal bhi lagta nahin ho man Phir to jeevan ban jayega Pyaar ka taraana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Kehta hai pal pal tumse Ho ke dil ye deewana Ek pal bhi jaane jaana Mujhse door nahin jana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana Pyaar kiya to nibhana.