Роковой праздник (Mela, 2000) Kamariya Lachke Re - www.khushi1.narod.ru
Shola jaise bhadake re Dil mera dhadake re
Kamariya lachake re Babu zara bachake re Shola jaise bhadake re Dil mere dhadake re Jale re jale re jale re Jale re jale re mora jiya Chuna na chuna na chuna na Chuna na chuna na mohe piya Hey aayi kahan se o dilruba Jaadu sa tera sabh pe chala Are deewano ko na aise jala Yuun na dilon pe chhuriya chala Kamariya lachake re Babu zara bachake re Shola jaise bhadake re Dil mere dhadake re
Aayi re aayi re aayi Sapano ki rani hai aayi Sapano ki rani hai aayi Aayi re aayi re aayi Ho ho ho hohey hey hey hey hey Ek na ek din mil jaayegi Hamako bhi sapano ki rani Aayi re aayi re aayi Aayi re aayi re aayi Aayi re aayi re aayi Aayi re aayi re aayi
Saanso mein hai chingariya Sine mein koyi chubhan hai Nas nas mein jaagi aggan hai Saanso mein hai chingariya Sine mein koyi chubhan hai Nas nas me jaagi aggan hai Rok naa tu iss aag ko Jalane de jo bhi agan hai Dekh jamaana magan hai Mere kaleje me koyi tir hai gada Chadha re chadha re chadha Yeh kaisa jaher hai chadha Tujhako nahi kuch bhi hosh hai Teri umar ka yeh dosh hai Deewano ko na aise jala Yu na dilon par chhuriya chala Kamariya lachake re Babu zara bachake re Shola jaise bhadake re Dil mere dhadake re
Saara jahan pichhe pada Dushman bani yeh jawaani Mushkil me hai jindgaani Saara jahan pichhe pada Dushman bani yeh jawaani Mushkil me hai jindgaani Dar hai tujhe kis baat ka Hum tere saathi hain jaani Phir kayi soche deewani Kahi deewana Toh kahi kaatil hai khada Jaana mera jaana o Ho mushkil hai bada Jaayegi bachake abb tu kaha Tu hai jaha abb hum hain waha Deewano ko na aise jala Yu na dilon pe chhuriya chala Kamariya lachake re Babu zara bachake re Shola jaise bhadake re Dil mere dhadake re.