Nagari nagari dunga Maine tujhko o sajna Janam janam se gori Tera dekha ha sapna Nagari nagari dunga Maine tujhko o sajna Janam janam se gori Tera dekha ha sapna Tujhe banane wala sundar Us se bhi sundar tu Tujhe banane wala sundar Us se bhi sundar tu Tujhko sundar bana Gaya tere naino ka jadu Amar ki asha ban ke Chao tum mere angana Nagari nagri dunda Maine tujhko o sajna
Phoolo se kaam mujhe Mujhme teri khusbu Phoolo se kaam mujhe Mujhme teri khusbu Mitte bol tere aise Jaise khanke gunguru Bahut hua ab meri taraif nahi karna Janam janam se gori tera Dekha ha sapna sajna
Dekh kalam se dil pe apne Likh diya tera naam Dekh kalam se dil pe apne Likh diya tera naam Tu hai suruat meri aur tu hai anjam Ye kahkar sab kuch kah dhala Ab kya hai kehana Nagari nagri dunda Maine tujhko o sajna Janam janam se gori Tera dekha ha sapna Sajna sapna.