Тайна женщины Gaja Gamini 2000 Do Sadiyon Ke Sangam
Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain
Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera Samay na daale kahin bhi deraa
Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan Do sadiyon ke beech uthi Do sadiyon ke beech uthi Ehsaas ki ek deewar Ehsaas ki ek deewar
Is deewar ke peeche jaa ke Is deewar ke peeche jaa ke Bhes badalta yeh samay Bhes badalta yeh samay
Kya karta hai shringaar Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera Samay na daale kahin bhi deraa
Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan
Neele rang ke is daavan mein kitne sukun bhare lamhe hain Neele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain
Surkhi jaise garam lahoon hai, chhalak sharaab hai surkhi Surkhi taaza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi
Haan, jism mein behti saari surkhi, rooh ke saare neele nagme
Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera Samay na daale kahin bhi deraa
Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan.