Esa na ho hum kho jaaye is Pyaar ki aankh micholi main Chal tuje bitha ke le jaau Main do naino ki doli mein
Hum aise karenge pyar Hum aise karenge pyar ki Duniya yaad kare Hum aise karenge pyar ki Duniya yaad kare You jiye marenge yaar You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare
Is dharti pe na jaane Ye aasmaan kyun hai Tere mere bich mein Ye jahaan kyun hai Is dharti pe na jaane Ye aasmaan kyun hai Tere mere bich mein Ye jahaan kyun hai
Is paar hum tadpe Us paar tum tarse Pyaase rahe do dil Saawan kai barse Yun tute ye deewar ke Duniya yaad kare Yun tute ye deewar ke Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare
Pyaar samandar se bhi Gahera sab log kahete hai Kisi dusman ko bhi na lage Ye rog kahete hai O pyaar samandar se bhi Gahera sab log kahete hai Kisi dusman ko bhi na lage Ye rog kahete hai
Hum se pahele kitne is Pyaar ke mare Is isq ke dariya mein bas Dub gaye saare Kar jaaye ise hum paar ke Duniya yaad kare Kar jaaye ise hum paar ke Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare
Ik duje ke dil pe Hum naam likh daale Apni prem kahani ka Anjam likh daale Ik duje ke dil pe hum Naam likh daale Apni prem kahani ka Anjam likh daale
Us pyaar me saari Duniya ko bhul ke Do char pal teri Baaho mein jhul ke Kar le baate do char ke Duniya yaad kare Kar le baate do char ke Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare
Hum aise karenge Pyar ki duniya yaad kare Hum aise karenge Pyar ki duniya yaad kare You jiye marenge yaar You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare You jiye marenge yaar ki Duniya yaad kare.