O babu zara dil de Dil de dil de Main kaise tujhe dil du Dil du dil du Sun mere chhaila haye tujh pe Yeh laila sadiyo se hai kurbaan Nahi main deewana Mere pichhe tu na aana Hoga mujh pe bada ehshan O babu zara dil de Dil de dil de Main kaise tujhe dil du Dil du dil du
Koi is umar mein Kab tak yu rehe tanha Jagi hai umange Mujhe tu jo mil gaya Aisa to koi mujhko ehsaas nahi Ya phir yu kehlo Dil mere paas nahi Sun mere chhaila haye tujh pe Yeh laila sadiyo se hai kurbaan He nahi main deewana Mere pichhe tu na aana Hoga mujh pe bada ehshan O babu zara dil de Dil de dil de Main kaise tujhe dil du Dil du dil du
Dil jo na dena tha Kyu khwab mein aate ho Meri raato ki tum Neend churate ho Aksar raato mein Apne ghar hota ho Duniya ko bhula kar Main chain se sota hu Sun mere chhaila haye tujh pe Yeh laila sadiyo se hai kurbaan Nahi main deewana Mere pichhe tu na aana Hoga mujh pe bada ehshan O babu zara dil de Dil de dil de Main kaise tujhe dil du Dil du dil du
Laakho aashiq hai Tu itna ghurur na kar Sun le deewane Pachatayega sari umar Teri baato se mujhko inkaar nahi Lekin kya karu main Mujhko ikraar nahi Sun mere chhaila haye tujh pe Yeh laila sadiyo se hai kurbaan Nahi main deewana Mere pichhe tu na aana Hoga mujh pe bada ehshan O babu zara dil de Dil de dil de Main kaise tujhe dil du Dil du dil du
Sun mere chhaila haye tujh pe Yeh laila sadiyo se hai kurbaan Nahi main deewana Mere pichhe tu na aana Hoga mujh pe bada ehshan O babu zara dil de Dil de dil de Main kaise tujhe dil du Dil du dil du.