Разные судьбы Akele Hum Akele Tum 1995 Aisa Zakhm Diya Hai
Aaya hun yaaron dil apna deke Aankhon mein chehraa kisi ka leke Wo dil ka qaatil dilbar hamara Jiske liye main hua aawara Milte hi jisne chooma tha mujhko Phir na palat ke dekha dobaara
Aur isi liye doston Maine faislaa kiya Ke phir kabhi kisi se Pyaar nahin karoonga Kabhi kisi ladki ko Apna dil nahin doonga
Aisa zakhm diya hai Jo na phir bharega Har haseen chehre se Ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar Yun hi mar mite the Sun lo ae haseenon Yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai Jo na phir bharega Har haseen chehre se Ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar Yun hi mar mite the Sun lo ae haseenon Yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai
Raseele honth chhalakte gaal Mastaani chaal buraa kar de haal Palak bhadke ke dil dhadke Umar ki uthaan kadakti kamaal Qaatil adaa zaalim hayaa Mere khudaa mere khudaa Shola badan baheka Chaman magar yaaron Hum to jaan dekar Yun hi mar mite the Sun lo ae haseenon Yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai Jo na phir bharega Har haseen chehre se Ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar Yun hi mar mite the Sun lo ae haseenon Yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai
Raseele honth chhalakte gaal Mastaani chaal buraa kar de haal Palak bhadke hai ke dil dhadke Umar ki uthaan kadakti kamaal Qaatil adaa zaalim hayaa Mere khudaa o mere khudaa Tu jo kahe to taaron Mein tujhe lekar chaloon Tu jo kahe to kadmon Mein unhe la daal doon Seene se lagaake yeh Badan kar doon gulaabi Chehra choom karke Main banaa doon aaftaabi Hey hey la la la la la Hum to jaan dekar Tumpe mar mite hain Kaun pyaar tumse itna karega Aisa zakhm diya hai Jo na phir bharega Har haseen chehre se Ab yeh dil darrega Aisa zakhm diya hai
Aaya hun yaaron dil apna leke Aankhon mein chehraa kisi ka leke Koi na koi mera bhi hoga Yahin pe kahin chhupaa hi hoga.