Sawar gayee, sawar gayee
Kismat ye sawar gayee
Sawar gayee, sawar gayee
Kismat ye sawar gayee
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayee
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayee
Sawar gayaa, sawar gayaa
Naseeba ye sawar gayaa
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gayaa
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gayaa
Naseebon waala hai
Khushi ye payee hai
Khilein hain phool
Tere sehrey ke
Tujhe mubarak ho dulhan
Ye nayee subhaa jeevan ki
Tujhpe, chaayein na koi andhere
Babul ne goud khilaya
Tu unse bhi sharmayee
Kaisa ye waqt hai aaya, duhai
In baahon mein jhulayaa
Aur gham se tujhko bachayaa
Tu hamko hi dard de jaayegi
Pyaar se bharengey daaman
Le jaayengey tujhe saajan
Tere liye sajayee mehfil
Tu banee hai suhagan
Babul bhi naachengey
Jhoomeingey
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Hayee hayee hayee hayee
Oooooooooo
Chiragon ke badley
Jalega ye dil abh
Roshan hogi aisi
Shaamein meri
Chiragon ke badley
Jalega ye dil abh
Roshan hogi aisi
Shaamein meri
Hawaon ko thandak milegi zyaada
Un mein ghulengi jab ye aahein meri
Tu agar nazar aayegi
Ye nigahaa jhuk jayegi
Tere saaye ko choomeygi
Aankh yeh bhar aayegi
Par duaein dengi tujhko jeevan bhar
Khushiyoon ki, jeevan bhar
Khushiyoon ki
Sawar gayee, sawar gayee
Kismat ye sawar gayee
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayee
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayee
Sawar gayaa, sawar gayaa
Naseeba ye sawar gayaa
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gayaa
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gayaa
Kajal se aankhein, kiya kajraari
Gajaroon se mehkayee, zulfein sunhairi
Kajal se aankhein, kiya kajraari
Gajaroon se mehkayee, zulfein sunhairi
Sar se paon tak, gehnon mein sajke
Aaye shamiyaane mein, dulhan naveli
Meridangdi taal pe bandhe
Haar dulhan ko dulha
Ek akela dil phoolon ko
Barsaa ke deta hai ye dua
Tum sadaa hi jeeti rehna phoolon mein
Khushiyoon mein, phoolon mein
Khushiyoon mein
Sawar gayee, sawar gayee
Kismat ye sawar gayee
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayee
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayee
Sawar gayaa, sawar gayaa
Naseeba ye sawar gayaa
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gayaa
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gayaa
Babul ne goud khilaya
Tu unse bhi sharmayee
Kaisa ye waqt hai aaya, duhai
In baahon mein jhulayaa
Aur gham se tujhko bachayaa
Tu hamko hi dard de jaayegi.
√ Удит Нараян & Шринивас еще тексты
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1