Кто спросит у моего сердца? Koi Mere Dil Se Poochhe 2002 Deewana Tera Hai
Deewana tera hai Kasam yehi khaaye Tere kadmon mein jhumti Bahaar bichha dunga Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye Tere duniya main khushiyon Ke mele laga dunga Deewana tera hai Kasam yehi khaaye Tere kadmon mein jhumti Bahaar bichha dunga Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye Tere duniya main khushiyon Ke mele laga dunga Oh haseena saath jeena Dosti ka haath de de Oh haseena dil jo chheena Dosti ka haath le le Deewana tera hai Kasam yehi khaaye Tere kadmon mein jhumti Bahaar bichha dunga Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye Tere duniya main khushiyon Ke mele laga dunga
Aasmaano pe yehi hai likha Naam tera hi hai mujhse judaa Aasmaano pe yehi hai likha Naam tera hi hai mujhse judaa Tu to padhkar ke Bhi anjaan hai yeh Sataane ki hi pehchaan hai Zid yehi hai tu meri hai Aarzu yeh aakhri hai Hai bada muskhil meri Jaan tujh ko samjhaana Deewana tera hai Kasam yehi khaaye Tere kadmon mein jhumti Bahaar bichha dunga Jo tu mil jaaye gazab ho Jaaye tere duniya main Khushiyon ke mele laga dunga
Aap is dil ko dukhaate hai kyon Dur yun katraake jaate hai kyon Aap is dil ko dukhaate hai kyon Dur yun katraake jaate hai kyon Kuch kami hum mein Jo ho to bata de Hum to khud ko Bhi badal ke dikha de Baat jo bhi aap ki hai Sar juka ke maan li hai Pyaar itna karne Wala payange kahan Deewana tera hai Kasam yehi khaaye Tere kadmon mein jhumti Bahaar bichha dunga Jo tu mil jaaye gazab ho jaaye Tere duniya main khushiyon Ke mele laga dunga Oh haseena saath jeena Dosti ka haath de de Oh haseena dil jo chheena Dosti ka haath le le.