От ненависти до любви Badhaai Ho Badhaai, 2002 Badhaai Ho Badhaai (Title)
Haryala banna hai sahera sajaaye Gharwale baaraat leke hai aaye Ghungruwaliyon ghungru baandh lo Chalo tum bhi to dholak sand lo Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi Kalgi mein moti hai moti mein joyti Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi Kalgi mein moti hai moti mein joyti Jyoti mein jaise khushi muskuraayi Baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho
Maa ke naseebon se hai yeh din aaya Kismat ne panne ka sehra dikhaya Jis mein hai champa chameli ki kaliyan Baaraat nikli to mehki hai galiyaan Khushboo ne jaise khushboo ne jaise Li angdaayi ho Baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho
Behne magan hai ki bhabhi milegi Bhabhi jo unki saheli banegi Bhaiya jo pyaare to bhabi bhi pyaari Dono ki jodi hogi aisi nayari Suraj ki chanda se suraj ki chanda se Suraj ki chanda se jaise sagaai ho Baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho
Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi Kalgi mein moti hai moti mein joyti Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi Kalgi mein moti hai moti mein joyti Jyoti mein jaise khushi muskuraayi Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho.