najaara hai, kuchh khoyi khoyi yaado ka najaara hai, kuchh bhule se khayaalo ka aankhon mein pal raha, har ghadi khal raha ruke na ruke na bas har ghadi chal raha najaara hai - (4) koyi andekhi tasveer ka najaara hai - (4)
koyi nasha hai, sajaa hai, kya yeh bala hai, khata hai bite pal ke kataro ka, aise waise khataro ka soye huye the jo abb tak, khub saare barso ka najaara hai - (4) koyi andekhi tasveer ka najaara hai - (4)
kaisa samaa hai, guma hai, thoda dhunwa sa yaha hai jaise koyi khwaab sa, behaki koyi raah ka bikhare huye kuchh anjaane se kisso ka kaisa najaara hai - (4) koyi andekhi tasveer ka najaara hai - (4)
najaara hai, kuchh khoyi khoyi yaado ka this is a sight/view of some lost memories
najaara hai, kuchh bhule se khayaalo ka this is a sight/view of some forgotten thoughts
aankhon mein pal raha, har ghadi khal raha it's growing in eyes, and teasing at every moment
ruke na ruke na bas har ghadi chal raha its not stopping, it is continuing every moment
najaara hai - (4) this is a sight/view
koyi andekhi tasveer ka of some unseen picture
najaara hai - (4) this is a sight/view
koyi nasha hai, sajaa hai, kya yeh bala hai, khata hai it is some intoxication, some punishment, what kind a problem/misfortune is this, it's a mistake
bite pal ke kataro ka, aise waise khataro ka of the slices of past times, of some indifferent (so-so) dangers
soye huye the jo abb tak, khub saare barso ka those who were slept, of those lot of years
najaara hai - (4) this is a sight/view
koyi andekhi tasveer ka of some unseen picture
najaara hai - (4) this is a sight/view
kaisa samaa hai, guma hai, thoda dhunwa sa yaha hai what kind a atmosphere is this, there is a suspicion, kind a little smoke is here
jaise koyi khwaab sa, behaki koyi raah ka like some dream, like of some misleaded path
bikhare huye kuchh anjaane se kisso ka kaisa what kind view is this of some unknown things