Bismil Lyrics Bismil bismil bulbul-e-bismil (bismil..) Mat mil mat mil gul se mat mil (mat mil..) Aye Bismil bismil bulbul-e-bismil Mat mil, mat mil gul se mat mil Bismil bismil bulbul-e-bismil Aye dil-e-bulbul bulbul-e-bismil Mushkil-e-dil bhi mushkil hoti hain word meanings:
Dil dharke dil dil dharke toh.. Dil dharke dil dil dharke toh Dharkan-e-dil bhi harqat-e-dil hoti hain Khushbooein gul mein, ishq bhara hai Mat mil mat mil gul se mat mil Aye bulbul-e-bismil Mat mil mat mil gul se mat mil Aye bulbul-e-bismil
Ha ha.. hey ha…
Ho.. sunle zamaana samjhaata hoon Teri kahaani doharata hoon Aye dil-e-bulbul bulbul-e-bismil Aye dil-e-bulbul bulbul-e-bismil Ik joda tha nar-maada ka Bholi thi bulbul, nar saada tha Ik joda tha nar-maada ka Bholi thi bulbul, nar saada tha
Barf gira karti thi Jab bhar jaati thi kohsaaron mein Ik baaz bada badneeyat tha Haan ik baaz bada badneeyat tha Udta tha, sabza-zaaron mein Pankhon me uske maut chhupi thi (kohsaar: mountains, sabza-zaaron: desert)
Mehfil mehfil dhoondh raha tha Mehlon ki manzil Mehfil mehfil dhoondh raha tha Mehlon ki manzil
Bulbul ke khwabon mein jaakar Zehar ke dank lagaaye thhe Khushboo-e-gul mein zehar bhara Aur maada ko bhijwaaye thhe Zehar ke dank lagaaye thhe
O o.. waadi me chidka baarood Jheel me jaal bhichha daale Chhuriyon se bechare nar ke Chhuriyon se bechare nar ke Dono pankh kataa daale
Arey dil dil dil dil jhoot kahe ye Jhoot kahe buzdil Mat mil mat mil Gul se mat mil Aye bulbul-e-bismil Aye bulbul-e-bismil Aye bulbul-e-bismil
Kashmir ke paani ki taaserein Khul gayi zanjeerein taqdeerein Zinda hai woh zinda hoga Mujrim bhi sharminda hoga Zinda hai woh zinda hoga Mujrim bhi sharminda hoga Zinda hai woh zinda hoga Mujrim bhi sharminda hoga
Hosh mein aa jaa Hosh mein aa jaa Aye bulbul-e-bismil Aye bulbul-e-bismil Khushboo-e-Gul me zehar bhara hai Hosh mein aa ja, hosh mein aa ja Aye bulbul-e-bismil Hosh mein aa ja Hosh mein aa ja Aye bulbul-e-bismil