Aji suno suno afsana pyar ka Bada hasin hai sama bahar ka Tere khyal ne jagaya rat bhar Isi sawal ne sataya rat bhar O meri jane ja Deewana dil kaha kho gaya
Najar milayiye idhar to aayiye Na yu sataiye na aise jayiye Jo bat dil me hai mujhe batayiye Kasam hai aapko na ab chupayie Diwana kar gayi Mujhe to aapki ye ada Aji suno suno afsana pyar ka Bada hasin hai sama bahar ka
Janeman batao mujhko raz tum Kyu machal rahi ho aaj tum Jo bhu chaho lelo mujhse tum kasam Kya hua mujhe nahi pata sanam Azab sa dard hai azab sa hal hai Gazab nasha Sarur pyar ka jo tumpe cha gaya Badi diwangi maja bhi aa gaya Ghani ghatao ko jara hatao bhi Ye mukhda mujhe dikhao bhi Mai bekarar hu Mujhe karar do dil ruba Aji suno suno afsana pyar ka Bada hasin hai sama bahar ka
Kuch mahine or atharah sal ki Lag rahi ho tum badi kamal hai Bat saf saf ab janab hai Aapka irada kuch kharab hai Na aise chediye ab chodiye Ye rashta Tumhari aankh kyu haya se jhuk gayi Kahani kyu bhala yahi pe ruk gayi Diwane yar se gila na kijiye Meri wafa ka sila to dijiye Abhi suru hua apne pyar ka silsila Aji suno suno afsana pyar ka Bada hasin hai sama bahar ka Tere khyal ne jagaya rat bhar Isi sawal ne sataya rat bhar O meri jane ja Deewana dil kaha kho gaya Najar milayiye idhar to aayiye Na yu sataiye na aise jayiye.