Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

√ Шаан & Алка Ягник - Неутомимый Indian, 2001 Deewane - (webmusic.in) | Текст песни

Pesni.guru - сайт для Гуру

Deewana main na tha deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
Jaane kab kaise dil mil gaya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewana tu na tha deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya

Jadoo nigahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
Jadoo nigahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
Dil deewana tumhara vaada koi kar gaya hai
Maine maana meri jaan maine maana
Dil jo bola wohi kar diya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewana main na tha deewana ban gaya

Dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko
Dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko
Aisa haseen ho nazara to kaise na armaan jawan ho
Tere bin ek pal nahin jeena
Maine yeh faisla kar liya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewana main na tha deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
Jaane kab kaise dil mil gaya
Deewani main ho gayi deewana main ho gaya
Deewana main ho gaya.


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-