От ненависти до любви Badhaai Ho Badhaai, 2002 Raag Banke
Raag banke pyaar chhaye Zindagi bhi ghunghunaaye Raag banke pyaar chhaye Zindagi bhi ghunghunaaye Mann kyon na geet gaaye Paani da mere mann gaaye ja Sapno ne sur sajaye pani da Mere mann gaaye ja Gaaye jo hum pyaar Ki sargam taal hai goonji Dhadkan dhadkan dhadkan
Kabhi yun bhi to ho bas Hum to ho aur saari surili baate ho Chamkile din rangi shaame Aur jhilmil karti raatein ho Jhooka hawa ka jo aaye Pyaar ke rang naye aaye Duniya ko bhool ke Sapno mein jhul ke Chule hum aasmaan Aao na meherbaan Ho hum ko yeh raasta bulaye Raag banke pyaar chhaye Zindagi bhi ghunghunaaye Raag banke pyaar chhaye Zindagi bhi ghunghunaaye Mann kyon na geet gaaye Paani da mere mann gaaye ja Sapno ne sur sajaye pani da Mere mann gaaye ja Gaaye jo hum pyaar Ki sargam taal hai goonji Dhadkan dhadkan dhadkan
Kabhi yun bhi to ho Barse chaahat aur Bheege is barsaat mein hum Humko na koyi bhi hosh rahe Doobe aise jazbaat mein hum Jo dekhe hum ko woh yeh jaane Shaayad hum dono hai deewane Log hain raaz ho aise hum Tum hai kyon dono khoye hai kyon Dono gumsum hai kaun koyi Samajh nahin paaye Raag banke pyaar chhaye Zindagi bhi ghunghunaaye Raag banke pyaar chhaye Zindagi bhi ghunghunaaye Mann kyon na geet gaaye Paani da mere mann gaaye ja Sapno ne sur sajaye pani da Mere mann gaaye ja Gaaye jo hum pyaar Ki sargam taal hai goonji Dhadkan dhadkan dhadkan.