Виражи судьбы Yeh Raaste Hain Pyaar Ke, 2001 Yeh Raaste Hain Pyaar Ke
Ek dil se nikalte hain Yeh raaste hain pyaar ke Ek dil ko pahuchte hain Yeh raaste hain pyaar ke Ek dil se nikalte hain Yeh raaste hain pyaar ke Ek dil ko pahuchte hain Yeh raaste hain pyaar ke Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Ek dil se nikalte hain Ek dil ko pahuchte hain
Roshni kho jaayengi Raat bhi to aayengi Kya karenge raat ko Neend bhi to aayengi Raat jab aa jaayengi Aag si lag jaayengi Pyaar ki baate karenge Neend kisko aayengi Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Ek dil se nikalte hain Ek dil ko pahuchte hain
Sun o mere humsafar Hai bahut lamba safar Aaj to hum saath hain Kal ho kya kisko khabar Kuch nahin hoga magar Ho gaya jo kuch agar Is jahan ko chhod ke bhi Saath hoge humsafar Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Ek dil se nikalte hain Yeh raaste hain pyaar ke Ek dil ko pahuchte hain Yeh raaste hain pyaar ke Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Aage bhool bhulaiya jaane kaante hai ya phool Saiyya thaam lo baiyya hum rasta na jaaye bhool Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke Yeh raaste hain pyaar ke yeh raaste hain pyaar ke.