Поездка в Лондон Yeh Hai Jalwa, 2002 "Carbon Copy 1"
Maa ne muhje samjhaya tha photo tumhara dikhlaya tha Jaana maine jaana tumko pehchaana Tumse mera rishta jaane kitna hai purana Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
Nehla hoon tum to main dehla hoon Mauka hoon sambhal jaao kehta hoon Riste ki lihaz main karta hoon Aisa na samajhna ki darta hoon Jaayegi baat ab court mein Tole na tum mujhe note mein Samjho papa pyaare mere yeh ishaare Varna dikhaaonga main din mein tum ko taare Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
Zid pe jo main ad jaaonga neende ko haram kar jaaonga Duniya mein band main bajaoonga tu hai mera baap yeh bataunga Hai kaanch ka yeh tera mahal patthar na lag jaaye ab tu sambhal Aankhon se main kajal churake le jaaonga Tum jo na maane to jeena mushkil kar jaaonga Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy.