Hum dilwale sari duniya se nirale Hum jaisa kon hai Hum dilwale sari duniya se nirale Hum jaisa kon hai
Hai kisi se hum kaha dharte hai Hawa se baate karte hai Hum dost nahi hum bhai hai Is daur ke hatim tai hai Har ghar har ek gali yahi baat Chali hum jaisa kon hai Hum dilwale sari duniya se nirale Hum jaisa kon hai
Jo lute kamjoro ko Hum luth te hai un choro ke Hum sathi hai insano ke Hum dushman hai saithano ke Dekhne wale dekhte rah gaye Hum jaisa kon hai Hum dilwale sari duniya se nirale Hum jaisa kon hai
Ek dil aur dard hazaro ka Ban kar paigaam baharo ka Jaha koi veerana hai Hume vaha pe phool khilana hai Jo bhi dekhe mujhe ye baat kahe Hum dilwale sari duniya se nirale Hum jaisa kon hai Hum dilwale sari duniya se nirale Hum jaisa kon hai.