Миссия `Кашмир` Mission Kashmir, 2000 Rind Posh Maal
Phir zarra zarra mehkega Khushboo ke mausam aayenge Phir chinaar ki shaakhon pe Panchhi ghar apna banayenge In raahon se jaane waale Phir laut ke waapas aayenge Phir jannat ki galiyon mein Sab log yeh naghma gaayenge Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo Rind posh maal gindane graaye lo lo Sargam ke meethe meethe sur gholo Rind posh maal gindane graaye lo lo
Ae aaya hoon main pyaar ka Yeh naghma sunaane Saari duniya ko ik sur mein sajaane Sabke dilon se nafrat ko mitaane Aao yaaron, mere sang sang bolo He, rind posh maal gindane graaye lo lo Ae aaya hoon main pyaar ka Yeh naghma sunaane Saari duniya ko ik sur mein sajaane Sabke dilon se nafrat ko mitaane Aao yaaron, mere sang sang bolo Rind posh maal gindane graaye lo lo
Jeet le jo, sabke dil ko Aisa koi, geet gaao Dosti ka, saaz chhedo Dushmani ko, bhool jaao Jeet le jo, sabke dil ko Aisa koi, geet gaao Dosti ka, saaz chhedo Dushmani ko, bhool jaao Aao yaaron, mere sang sang bolo He, rind posh maal gindane graaye lo lo He, rind posh maal gindane graaye lo lo Rind posh maal gindane graaye lo lo Rind posh maal gindane graaye lo lo
Sangeet mein hai aisi fuhaar Pathjhad mein bhi jo laaye bahaar Sangeet ko naa roke deewar Sangeet jaaye sarhad ke paar Sangeet mein hai aisi fuhaar Pathjhad mein bhi jo laaye bahaar Sangeet ko naa roke deewar Sangeet jaaye sarhad ke paar Ho, sangeet maane naa dharm jaat Sangeet se judi kaaynaat Sangeet ki naa koi zubaan Sangeet mein hai geeta quraan Sangeet mein hai allah-o-raam Sangeet mein hai duniya tamaam Sangeet maane naa dharm jaat Sangeet se judi kaaynaat Sangeet ki naa koi zubaan Sangeet mein hai geeta quraan Sangeet mein hai allah-o-raam Sangeet mein hai duniya tamaam Toofanon ka bhi rukh modta hai Sangeet toote dil ko jodtaa hai
Rind posh maal gindane graaye lo lo Rind posh maal gindane graaye lo lo Rind posh maal gindane graaye lo lo Rind posh maal gindane graaye lo lo.