Истинные ценности Bandhan, 1998 Main Deewani Main Mastani
Main deewani main mastani dil kisko du Mujhko de Roopnagar ki hu main raani dil kisko du Mujhko de Aaise kaise main de du yeh Dil toh deewana hai Yeh jiske naam likha hai Uska khazana hai Kisina kisipe toh aana hai Main deewani main mastani dil kisko du Mujhko de Roopnagar ki hu main raani dil kisko du Mujhko de
Yaha pe saiyya waha pe saiyya Kitne saiyya gaon mein Baanwre hum baanwre Koi bulaye pichhwade Koi kheto ki chaanv mein Baanwre hum baanwre Baa ba ba ba baanwre Aaise kaise main aaun Uth ti chingaari hu Hai daiyya ha re daiyya Ab bhi kunwari hu Raja ki gali mujhe jaana hai Main deewani main mastani dil kisko du Mujhko de Roopnagar ki hu main raani dil kisko du Mujhko de
Chor sipahiya pandit mukhiya har koi siti maare hain Haare hai hum haare hai Jise main dekhu aankh ladake paisa mujhpe waare hain Haare hai hum haare hai Ha ha ha ha haare hain Aaisi waisi nahi hu youwan ki masti hu Badli hu saawan ki main chun ke barasti hu Raja ki gali mujhe jaana hai Main deewani main mastani dil kisko du Mujhko de Roopnagar ki hu main raani dil kisko du Mujhko de Aaise kaise main de du yeh Dil toh deewana hai Yeh jiske naam likha hai Uska khazana hai Kisina kisipe toh aana hai.