Aye Khuda Mujhko Bataa Tu Rehta Kahan, Kya Tera Pataa Hum To Yahan Pe Musafir Hain, Jo Doondhe Apni Manzil Ka Pataa Aye Khuda Mujhko Bataa Tu Rehta Kahan, Kya Tera Pataa Hum To Yahan Pe Musafir Hain, Jo Doondhe Apni Manzil Ka Pataa
Yaada Teri Yaada Aati Hai, Jaan Meri Jaan Jaati Hai Tanhaion Mein Rehta Hoon, Khud Se Hi Aksar Ye Kehta Hoon Kyun Tune Dil Toda, Kyun Tune Yun Choda Kyun Tera Abh Bhi Rahe Dil Ko Intezaar Kyun Chali Aati Hai, Kyun Tadpaati Hai Kyun Hoon Abh Bhi Main Yun Bekaraar Aye Khuda Mujhko Bataa Tu Rehta Kahan, Kya Tera Pataa Hum To Yahan Pe Musafir Hain, Jo Doondhe Apni Manzil Ka Pataa
Faasle Hain Magar Phir Bhi Tu Door Nahin Maanke Hum To Hai, Par Tu Majboor Nahin Har Lamha Mujhko Ye Tadpati Hai, Jaan Meri Jaan Jaati Hai Tanhaion Mein Rehta Hoon, Khud Se Hi Aksar Ye Kehta Hoon Kyun Tune Dil Toda, Kyun Tune Yun Choda Kyun Tera Abh Bhi Rahe Dil Ko Intezaar Kyun Chali Aati Hai, Kyun Tadpaati Hai Kyun Hoon Abh Bhi Main Yun Bekaraar
Aye Khuda Mujhko Bataa Tu Rehta Kahan, Kya Tera Pataa (Pataa) Hum To Yahan Pe Musafir Hain, Doondhe Apni Manzil Ka Pataa