main ek leher ho jaaun samay ki nadi se bas tumse milne kinare thi aayi magar jo bhi ho har ik leher ko mit jaana hai nadi mein jaake
tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gham bhi diye sharminda hoon sharminda hoon..
tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gham bhi diye sharminda hoon sharminda hoon.. sach kehti hoon dil hi dil mein sharminda hoon
duniya jo chahe keh le, par tujhko milne se pehle khud se bhi na mil saka tha main khoya sa tha main uljha sa tha ki tujh bin meri na thi koi raahein meri zindagi tujh bin thi jaise os ki boond patti se ab giri ab giri.. os ki boond patti se ab giri ab giri..
main agar saans thi tum khushboo the.. kaise kaise pal pal jaagte tumhe aise kho ke akeli main zinda hoon kyun, kaagaz tha main hawa mein udta tune mujh par jaane kya likh diya mujhko ab to naye shabd hain mil gaye hain shabd ye pyaar ke..
tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gham bhi diye sharminda hoon sharminda hoon.. sach kehti hoon dil hi dil mein sharminda hoon
sitaaron se aage jahan aur bhi hai abhi ishq ke imtihaan aur bhi hain aur bhi hain tu shaheen hai parwaaz hai kaam tera tere saamne aasmaan aur bhi hai sitaaron se aage jahan aur bhi hai
tum ho sach ki ho koi parchhayi kya tum ek khwab ho jo kahin nahi bheegi hain palken meri takiye hain mere nam tumhi batao mujhko kaise bhulaun ye gham..
tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gham bhi diye sharminda hoon sharminda hoon.. sharminda hoon.. sharminda hoon..
duniya jo chahe keh le, par tujhko milne se pehle khud se bhi na mil saka tha main khoya sa tha main uljha sa tha ki tujh bin meri na thi koi raahein meri zindagi tujh bin thi jaise os ki boond patti se ab giri ab giri..
meri zindagi tujh bin thi jaise os ki boond patti se ab giri ab giri.. os ki boond patti se ab giri ab giri..