tere liye, tere liye, tere liye lafzon mein lamhon ki doliyan laye hain, lafzon mein lamhon ki doliyan laye hain, laye hain sheron mein khushboo ki, boliyan laye hai, sheron mein khushboo ki, boliyan laye hai, laye hain humne to sau saude kiye, tere liye
aankhon mein na chubhe, taaron ki kirchiyan sheeshe ka aasma laye hai, tere liye tere liye tare jade, heeron se bhi kitne bade humne aasmano mein lakhon ke saude kiye tere liye tere liye tere liye
halki si sardi ho aur saans garam ho shaamon ki shawl bhi thodi si narm ho tere liye kishmish chuni piste chune tere liye humne to parindo se baagon ke saude kiye tere liye tere liye...