(Jage sapne, jage arman, jagee hai dhadkan Kaisee duneeya, kya jamana, tod har bandhan) - (2) Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
(Kya kahu, kya maine tumse milke paya hai Tum jo aaye, jindagee me rang aaya hai) - (2) Aao tumko le chalu mai dil kee raho me Aaj hamko manjilo ne khud bulaya hai Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
Barkha badal, cholee aanchal, phul aur khushbu Ham bhee yu hi sath me hai, janle yeh tu Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
Mere dil kaa hal kya hai, kya kahu tumse Pyar itna pake mere hosh hai goom se Jindagee bhar pyar meraa kam nahee hoga Manglo tum jan bhee toh gham nahee hoga Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
Dharatee ambar, dariya sagar, git aur sargam Mauj sahil, rasta manjil, sath hai yun ham (Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwab the, sabko jaga diya) - (2)