Jaane kaise, Toote rishton se bikhre hain ye pal Maano jaise, Gham ki palkon se chalke hain ye pal Kyun adhoori yeh kahaani Kyun adhoora yeh fasaana Kyun laqeeron mein iske "Alvida"
Umr bhar ka saath de jo, Kyun wohi pyaar ho! Kyun na mit ke jo fanaa ho, Woh bhi pyaar ho! Naa adhoori yeh kahaani Naa adhoora yeh fasaana Mar ke bhi naa hum kahenge, Alvida!
Bairiya mere Rabba Kyun hua mere Rabba Yun naa dhaavi Yun naa dhaavi Do dilaan di yeh kahaani
Mit bhi jaaun, na mite ye kaisi pyaas hai Dooriyon mein bhi kho ke tu, mere paas hai Kyun ki tu meri kahaani Kyun ki tu mera fasaana Ab kabhi phir na hai kehna.. Alvida!
Teri yaadon ko sehlata hoon (naa kehna..) Pal mein bann ke bikharta hoon Jis jahaan mein kho gayi ho tum (alvida..) Kya nahi hai wahaan Tooti tanhaiyon ka gham
Bairiya mere Rabba Kyun hua mere Rabba Yun naa dhaavi Yun naa dhaavi Do dilaan di yeh kahaani
Jaane kaise, Toote rishton se bikhre hai ye pal (naa kehna..) Maano jaise, Gham ki palkon se chalke hai ye pal (alvida..) Kyun adhoori yeh kahaani Hu...ooo... Alvida!