jo aayein woh aake hume bhi le jaayein patjhad ke saveron mein aandhi le chaay Jo aayein woh aake hume bhi le jaayein patjhad ke andhere mein aandhi le chaay
aawazein salaakhon joh tumko batlaayein lavzon ke sannaate mein aasu chup jaayein misaalein minaron ki humse bichwaayein pathad ke tukdon mein lakeerein khich jaayein
bandhan ye saare sadiyon se aaye haathon mein haath humaare jaane pehchaane phir kyun hum tum banaayein beechon deewarein bandhan ye saare seemayein ban gayi dil toh the ek bechaare jism anjaane ek pal mein aake saanse lahu se rang jayeein
nafrat ke parinde humaare bechaare
quomon ke paani mein zeher ye milwaadein beethe huye kal se kuch seekhein na haare aur kaagaz ke tukde lakeerein khich waadein
jaago tum saare inki baaton mein aana na yeh lat ke maare jaago tum saare waqt aa gaya hum nafrat dil se mitaadein