Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Kay Kay & Shreya Ghoshal - Teri Yaadon Mein (к.ф. Киллер - The killer 2006) | Текст песни

Pesni.guru - сайт для Гуру

phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan
teri yaadon mein khoya rehta hoon
mujhko dasti hai tanhaaiyan
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan

tu jo judaa ho gayi
teri sadaa kho gayi
dekh le phir zindagi
haa kya se kya ho gayi
jab se bichdi hoon
rab se kehti hoon
kitna suna hai tera jahaan
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan

kaise kate zindagi maayusi bebasi
raahen sabhi kho gayi
roshani de roshani
main toh rehti hoon teri raahon mein
bekhabar mujhko dhunde kahaan
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan
teri yaadon mein khoya rehta hoon
mujhko dasti hai tanhaaiyan


Другие названия этого текста
  • Kay Kay & Shreya Ghoshal - Teri Yaadon Mein (к.ф. Киллер - The killer 2006) (0)
  • Kay Kay & Shreya Ghoshal - Teri Yaadon Mein (к.ф. Киллер - The killer 2006) (0)
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-