Chaalbaaz chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz Aankhon se ek pal mein Kajal churata hai Chaalbaaz chaalbaaz Hai apni adao se ye Paagal banata hai Chaalbaaz chaalbaaz Masti mein gaaye Masti mein jhume Baazi hamesha iske Kadmo ko chume Aa jaaye samne to Hosh ye udata hai Chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz
Dikhta hai jaisa waisa Kuch bhi nahin hai Rakhta hai paav jahan Khushiya waha hai Dikhta hai jaisa waisa Kuch bhi nahin hai Rakhta hai paav jahan Khushiya waha hai Masti mein gaaye Masti mein jhume Baazi hamesha iske Kadmo ko chume Apne isharo pe ye Sabko nachata hai Chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz
Jeevan mein harna Ye sikha na jana Mushkil hai iski Nazar se bach pana Jeevan mein harna Ye sikha na jana Mushkil hai iski Nazar se bach pana Masti mein gaaye Masti mein jhume Baazi hamesha iske Kadmo ko chume Anhoni ko ye honi Karke dikhata hai Chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz
Aankhon se ek pal mein Kajal churata hai Apni adao se ye Paagal banata hai Masti mein gaaye Masti mein jhume Baazi hamesha iske Kadmo ko chume Aa jaaye samne to Hosh ye udata hai Chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz Chaalbaaz chaalbaaz.