O sanam o sanam kaash hota agar Tum nibha jaate jindagi ka safar
(O sanam o sanam kaash hota agar Tum nibha jaate yeh jindagi ka safar Hum bhi tanaha na rehate yuun hi umrr bhar Tum saath hote agar -2) (2)
Itani mujhe hai khabar tanaha bikhar jaayunga Teri tamanna liye main kuchh bhi kar jaayunga Kaash hamako bana lete tum hamsafar Tum saath hote agar - (4)
Apane labon ki haseen ai kaash de du tujhe Ho mere khushi le le tu ghum apana de de mujhe Kaash hoti tumhe mere dil ki khabar Tum saath hote agar - (4)
O sanam o sanam kaash hota agar Tum nibha jaate yeh jindagi ka safar Hum bhi tanaha na rehate yuun hi umrr bhar Tum saath hote agar - (4)