...Teri baahon mein mili, aisi rahat si mujhe Ho gayi jaan-e-jahaan, teri aadat si mujhe Dekhun main jab tujhko toh, tab mera din yeh dhale
Deewana kar raha hai, tera roop sunehra Musalsal khal raha hai, mujhko ab yeh sehra Bata ab jaayein toh jaayein kahaan (2)
Dard ka aalam hai har dum, tere bin o mere hum dum Aankhon mein dikhti hai maausiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin, badi mushkil se guzre din Chubti hai dil ko teri khamoshiyan, Raaz gehra jo hai tera, darr hai kaisa tu hai mera aa
Deewana kar raha hai ,tera roop sunehra Musalsal khal raha hai, mujhko ab yeh sehra Bata ab jaayein toh jaayein kahaan(2)
Dhul gaye dil ke saare ghum, kushi se aankhein hai yeh namm Zindagi mein tu meri jab se aa gaya, dil ka armaan bana hai tu Meri pehchaan bana hai tu Saanson mein rooh bann ke tu sama gaya Jaan bhi teri, dil bhi tera, tujhse hai mera sawera oo
Deewana kar raha hai, tera roop sunehra Musalsal khal raha hai, mujhko ab yeh sehra Bata ab jaayein toh jaayein kahaan