Khwaishon ka chehra kyun Dhundhla saa lagta hai Kyun an-ginat khwahishein hain Khwahishon ka pehraa Kyun thehraa sa lagta hai Kyun ye ghalat khwaishein hain Har mod par phir se mud jaati hai Khilte huey pal me murjhati hai, Hai besharam Phir bhi sharmaati hai khwaishein
Zindagi ko dheere dheere Dasti hain khwahishein Aansun ko peete peete Hansti hain khwahishein Uljhi hui kashmakash mein Umar kat jaati hai
Aankhein mich jaaye jo ujaalon mein Kis kaam ki aisi roshni O o bhatka ke naa laaye jo kinaron pe Kis kaam ki aisi kashti Aandhi har dheere se laati hai Vaada kar dhokha de jaati hai Muh pher hans ke chidaati hai Khwaishein...
Zindagi ko dheere dheere Dasti hain khwaishein Ansoon ko peete peete Hansti hai khwahishein