Tujhako baahon mein bhar liya Hamne ye faisala kar liya Tujhako baahon mein bhar liya Hamne ye faisala kar liya Ek duje ke pyaar mein Jeena marna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Tujhako baahon mein bhar liya Hamne ye faisala kar liya Tujhako baahon mein bhar liya Hamne ye faisala kar liya Ek duje ke pyaar mein Jeena marna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain
Saare jahaan ke aage Khulke yahi kahenge Ho ke juda kahi bhi Ek pal na hum rahenge Saare jahaan ke aage Khulke yahi kahenge Ho ke juda kahi bhi Ek pal na hum rahenge Vaade kiye hain Jo unko na todenge Daaman wafaaon ka Ab hum na chhodenge Jo dil mein aayega Hamko karna hain Ab humko is duniya se Nahin darna hain Ab humko is duniya se Nahin darna hain
Hum hai hawaan ke Jhonke roke nahin rukenge Zulm-o-sitam ke aage Aashiq nahin jhukenge Hum hain hawaan ke Jhonke roke nahin rukenge Zulm-o-sitam ke aage Aashiq nahin jhukenge Har ghum utha lenge Har dard seh lenge Has ke mohabbat mein Hum jaan de denge Is pyaar mein na ham ko Aahen bharna hain Ab humko is duniya se Nahin darna hain Ab humko is duniya se Nahin darna hain
Aandhi ho chaahe toofaan Dil ke diye jalenge Kaanto ki raaston pe Mehboob hum chalenge Aandhi ho chaahe toofaan Dil ke diye jalenge Kaanto ki raaston pe Mehboob hum chalenge Jalwa koi aisa karke dikhayenge Dushman zamaane ko Hum yaad aayenge Har mushkil se hamko Ab gujarna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Tujhko baahon mein bhar liya Hamne yeh faisala kar liya Tujhko baahon mein bhar liya Hamne ye faisala kar liya Ek duje ke pyaar mein Jeena marna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain Ab humko iss duniya se Nahin darna hain.