Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Udit Narayan , Sarika Kapoor, Shabbir Kumar, Ujwala - Гордость Aan: Men At Work 2004 Hamare Baad | Текст песни

Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega

Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega.

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-