Radhika gori se Biraj ki chhori se Maiya karade mero byah Umar teri chhoti hai nazar teri khoti hai Kaise karadu tero byah
Jo nahi byah karaye teri gaiya nahi charau Aaj ke baad meri maiya teri dehali par na aau Aayega re mazza re mazza ab jeet haar ka. Radhika gori se Biraj ki chhori se Maiya karade mero byah Umar teri chhoti hai nazar teri khoti hai Kaise karadu tero byah
Chandan ki chowki par maiya tujhko bithaun Aapni radha se mai charan tere dabwaaun Bojan mai banwaunga banwaunga chapaan prakar ke Radhika gori se Biraj ki chhori se Maiya karade mero byah Umar teri chhoti hai nazar teri khoti hai Kaise karadu tero byah
Chhoti si dulhaniya jab angana me dolegi Tere samne maiya wo ghunghat na kholegi daau se ja kaho ja kaho bethenge dawar pe Radhika gori se Biraj ki chhori se Maiya karade mero byah Umar teri chhoti hai nazar teri khoti hai Kaise karadu tero byah
Sun baate kanha ki maiya baithi muskayen Leke balaiyan maiya hiwade se apne lagaye Nazar kahi lag jaye na lag jaye na mere lal ko Radhika gori se Biraj ki chhori se Maiya karade mero byah Umar teri chhoti hai nazar teri khoti hai Kaise karadu tero byah
Radhika gori se Biraj ki chhori se kanha karadu tero biyah
Radhe rani ki jai maharani jai Ho bolo barsane waali ki jai jai jai – 3 Radhe rani ki jai maharani jai – 2 Ho braj bhanu dulari ki jai jai jai Radhe rani ki jai maharani ki jai