Обманщик Chhote Sarkar 1996 Ek Naya Asmaan Aa Gaye Do Dil Jahan
Ek naya aasman aa gaye do dil jaha Ek naya aasman aa gaye do dil jaha Ab hawa bhi nahi tere mere darmayan Ye zindagi aayi kaha aayi kaha Ye zindagi aayi kaha aayi kaha Ek naya aasman aa gaye do dil jaha Ek naya aasman aa gaye do dil jaha Ab hawa bhi nahi tere mere darmaya Ye zindagi aayi kaha aayi kaha Ye zindagi aayi kaha aayi kaha
Main wahi tum wahi phir bhi sab kuch naya Ek ajab dhang se dil dhadkane laga Sanso ki aanch se dil pighal jayega Yu na dekho mujhe dam nikal jayega Is kadar bad gayi aaj najdikiya Is kadar bad gayi aaj najdikiya Ab hawa bhi nahi, tere mere darmayan Ye zindagi ye zindagi aayi kaha aayi kaha Ye zindagi aayi kaha ye zindagi aayi kaha
Har tamnna kahe bhar lo aaghosh mein Aaj rahne na do mujhko tum hosh mein Koi pahra nahi apne jazbat par Hasrato ki juba bolti hai najar Kah rahi hai hame hotho ki narmiya Kah rahi hai hame hotho ki narmiya Ab hawa bhi nahi, tere mere darmayan Ye zindagi ye zindagi aayi kaha aayi kaha Ye zindagi ye zindagi aayi kaha aayi kaha
Ek naya aasma aa gaye do dil jaha Ek naya aasma, aa gaye do dil jaha Ab hawa bhi nahi tere mere darmayan Ye zindagi aayi kaha aayi kaha aayi kaha Ye zindagi aayi kaha aayi kaha aayi kaha.