Awaargi karta hoon, par main awaara nahi Chhoda khulla dil ko Magar khud ko bigada nahi Aise lage tere bina ab toh guzaara nahi Kisi ka bhi hounga na main Huaa jo tumhara nahi Tu hi toh hai khayaal mera Tu hi toh hai qaraar mera Jhoote nashe jahaan mein kabhi Tu hi toh hai khumaar mera
Tu hi to hai khayal mera Tu hi to hai qaraar mera Jhoote nashe jahaan me kabhi Tu hi to hai khumaar mera
Zinda hoon tujhpe mar ke Bhoola sab tujhko padh ke Kaisa hai pyaar tera haan
Main Aana tere aage dekho dil haara hoon Main Aana jaise bhi hoon, Jo bhi hoon, tumhaara hoon Jo teri chahatein samete, woh kinaara hoon Kaise main ye kahoon
Main Aana tere liye zameen pe utaara hoon Main teri bholi-bhaali aankhon ka ishara hoon Jo teri chahatein samete woh kinaara hoon Kaise main yeh kahoon
Tu paas bhi (zara, zara..) Tu pyaas bhi (zara, zara..) Tu raaz bhi (zara, zara..) Main ho gaya hoon tera
Tuhi toh hai khayal mera Tuhi toh hai qaraar mera Jhoote nashe jahaan mein kabhi Tu hi toh hai khumar mera.. (x2)
Zinda hoon tujhpe mar ke Bhoola sab tujhko padh ke Kaisa hai pyaar tera haan