Не пытайся меня переиграть Main Khiladi Tu Anari 1994 Main Khiladi Tu Anari
Hum dono hain alag alag, ham dono hain juda juda Ek duje se kabhee kabhee, rehate hain ham khafa khafa Ladki dekhee munh se sitee baje hath se talee Sala ufma aila aigo poragee aali aali Mai khiladee too anari, mai anari too khiladee
Gal gulabee nain sharabee hosh udale jaye Uf ladki hai ya hai kayamat dil se nikle haye Sote jagte ladki dekhu dil dhak dhak dhak dhadke Dekho phadke aankh meree tan mai shola sa bhadke Ladki ladki karke karke ho na jayen divane Aisa na ho jaye kee ham khud ko na pehchane Bar meraa jab bhee hota hai kabhee na jaye khalee Har tale kee rakhta hu me apni jeb mai chabee Ladki dekhee moonh se siti baje hath se talee Sala ufma aila aigo poragee aali aali Mai khiladee too anari, mai anari too khiladee
Chahe gadwal kee ho, ya nainital kee ho Chahe punjab kee ho, ya fir bengal kee ho Lovely hasin koi dil se dhundenge - (2) Not permanent temporary dhundenere
Nile chhatree wale ke bhee mann me khub samayee Kya socha jo usne ladki jaisee chij banayee Chikni chikni dekhke surat dil yeh fisla jata Ladki nahee banata bolo rab ka toh kya jata Toba toba inki jalwe inki ada niralee Dil karta hai chum ke dil mai rakh lu ek dilwali Kisee ek ka hath pakadke bana use gharwali Har din teraa bane dussera rat bane deewali
Ladki dekhee moonh se siti baje hath se tali Sala ufma aila aigo poragee aali aali Mai khiladee too anari, mai anari too khiladee